29.1 C
Delhi
Sunday, October 6, 2024

Buy now

Adsspot_img

AI MAUT UNHEÑ BHULĀ.E ZAMĀNE GUZAR GA.E KHUMAR BARABANKVI

- Advertisement -

मौत उन्हें भुलाए ज़माने गुज़र गए

जा कि ज़हर खाए ज़माने गुज़र गए

जाने वाले कि तिरे इंतिज़ार में

रस्ते को घर बनाए ज़माने गुज़र गए

ग़म है अब ख़ुशी है उम्मीद है यास

सब से नजात पाए ज़माने गुज़र गए

क्या लाइक़-ए-सितम भी नहीं अब मैं दोस्तो

पत्थर भी घर में आए ज़माने गुज़र गए

जान-ए-बहार फूल नहीं आदमी हूँ मैं

जा कि मुस्कुराए ज़माने गुज़र गए

क्या क्या तवक़्क़ुआत थीं आहों से ऐ ‘ख़ुमार’

ये तीर भी चलाए ज़माने गुज़र गए

AI MAUT UNHEÑ BHULĀ.E ZAMĀNE GUZAR GA.E

AA JĀ KI ZAHR KHAA.E ZAMĀNE GUZAR GA.E

O JAANE VAALE AA KI TIRE INTIZĀR MEÑ

RASTE KO GHAR BANĀ.E ZAMĀNE GUZAR GA.E

ĠHAM HAI NA AB ḲHUSHĪ HAI NA UMMĪD HAI NA YAAS

SAB SE NAJĀT PAA.E ZAMĀNE GUZAR GA.E

KYĀ LĀ.IQ-E-SITAM BHĪ NAHĪÑ AB MAIÑ DOSTO

PATTHAR BHĪ GHAR MEÑ AA.E ZAMĀNE GUZAR GA.E

JĀN-E-BAHĀR PHUUL NAHĪÑ AADMĪ HUUÑ MAIÑ

AA JĀ KI MUSKURĀ.E ZAMĀNE GUZAR GA.E

KYĀ KYĀ TAVAQQUĀT THIIÑ AAHOÑ SE AI ‘ḲHUMĀR’

YE TIIR BHĪ CHALĀ.E ZAMĀNE GUZAR GA.E

 

Related Articles

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Stay Connected

0FansLike
3,912FollowersFollow
14,700SubscribersSubscribe
- Advertisement -spot_img

Latest Articles