13.1 C
Delhi
Sunday, February 1, 2026

Buy now

Ads

Shaam Ankhon Men Aankh Paani Men by Bashir Badr

- Advertisement -

 Ghazal in Hindi

शाम आँखों में आँख पानी में

और पानी सरा-ए-फ़ानी में

झिलमिलाते हैं कश्तियों में दिए

पुल खड़े सो रहे हैं पानी में

ख़ाक हो जाएगी ज़मीन इक दिन

आसमानों की आसमानी में

वो हवा है उसे कहाँ ढूँडूँ

आग में ख़ाक में कि पानी में

पहाड़ों की तरह सामने

इन दिनों मैं भी हूँ रवानी में

Ghazal in English

shaam āñkhoñ meñ aañkh paanī meñ

aur paanī sarā-e-fānī meñ

jhilmilāte haiñ kashtiyoñ meñ diye

pul khaḌe so rahe haiñ paanī meñ

ḳhaak ho jā.egī zamīn ik din

āsmānoñ āsmānī meñ

vo havā hai use kahāñ DhūñDūñ

aag meñ ḳhaak meñ ki paanī meñ

aa pahāḌoñ tarah sāmne aa

in dinoñ maiñ bhī huuñ ravānī meñ

Related Articles

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Stay Connected

0FansLike
3,912FollowersFollow
14,700SubscribersSubscribe
- Advertisement -spot_img

Latest Articles