21.5 C
Delhi
Monday, March 16, 2026

Buy now

Ads

Bas Main Aur Tu – Akaash Vani Lyrics In Hindi/English

- Advertisement -

Bas Main Aur Tu – Akaash Vani Lyrics In Hindi

हूहू
दिया धक्का रात को
और हो गयी सुबह
नखरीली ओएस को
है लिया मना

दिया धक्का रात को
और हो गयी सुबह
नखरीली ओएस को
है लिया मना

छूटी जो बात थी
कर ली है फिर शुरू
रास्ते भी हँस रहे
जो हैं चले
बस मैं और तू हम्म
बस मैं और तू हम्म
बस मैं और तू

सोच न जो कल हुआ
सोच न क्या होगा कल
बहने दे बेफिक्र
बेपरवाह यह सारे पल
चाय में बिस्कुट डुबा
बारिश से बूँदें चुरा
औरों की न सोच तू
आजा चलें
यूँ मैं और तू हम्म
यूँ मैं और तू हम्म
यूँ मैं और तू

बाँध कन्नी चाँद में
चल अपनी पतंग उड़ाए
आसमान से फ़ेंक लंगड़
तारे कुछ गिराये
बाँध कन्नी चाँद में
चल अपनी पतंग उड़ाए
आसमान से फ़ेंक लंगड़
तारे कुछ गिराये
कर बदल मुट्ठी में
डर लागे चुटकी में
चले आज चल इस तरह
के न फिर रुकें कभी
फिर मैं और तू हम्म
फिर मैं और तू हम्म
फिर मैं और तू

कुछ भी न मांगू मैं
किसी की न मानो मैं
खुश है तू सान्ग है तू
बस इतना जाणु मैं
जो देगी हाथ तू
दूंगा मैं साथ यूँ
मैं तेरे साथ हूँ
चल चल पड़ें
अब मैं और तू हम्म
अब मैं और तू हम्म
अब मैं और तू
अब मैं और तू.

 

Bas Main Aur Tu – Akaash Vani Lyrics In English

Huuhoo
Diya dhakka raat ko
Aur ho gayi subah
Nakhrili oas ko
Hai liya manaa

 

Diya dhakka raat ko
Aur ho gayi subah
Nakhrili oas ko
Hai liya manaa

 

Chhooti jo baat thi
Kar li hai phir shuru
Raste bhi hans rahe
Jo hain chale
Bas main aur tu hmm
Bas main aur tu hmm
Bas main aur tu

 

Soch na jo kal hua
Soch na kya hoga kal
Behne de befikar
Beparwaah yeh saare pal
Chai mein biscuit duba
Baarish se boondein chura
Auron ki na soch tu
Aaja chalein
Yun main aur tu hmm
Yun main aur tu hmm
Yun main aur tu

 

Baandh kanni chaand mein
Chal apni patang udaaye
Aasmaan se phenk langad
Taare kuchh giraaye
Baandh kanni chaand mein
Chal apni patang udaaye
Aasmaan se phenk langad
Taare kuchh giraaye
Kar badal mutthi mein
Dar laage chutki mein
Chale aaj chal is tarah
Ke na phir rukein kabhi
Phir main aur tu hmm
Phir main aur tu hmm
Phir main aur tu

 

Kuchh bhi na maangu main
Kisi ki na maanu main
Khush hai tu sang hai tu
Bas itna jaanu main
Jo degi haath tu
Dunga main saath yun
Main tere saath hoon
Chal chal padein
Ab main aur tu hmm
Ab main aur tu hmm
Ab main aur tu
Ab main aur tu.

Related Articles

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Stay Connected

0FansLike
3,912FollowersFollow
14,700SubscribersSubscribe
- Advertisement -spot_img

Latest Articles