20.1 C
Delhi
Friday, February 13, 2026

Buy now

Ads

Lo Chali Main Lyrics In Hindi/English

- Advertisement -

Lo Chali Main Lyrics In Hindi

लो चली मैं
अपने देवर की बरात ले के
लो चली मैं
लो चली मैं
अपने देवर की बरात ले के
लो चली मैं

न बैंड बाजा
खुशियों की सौगात ले के
लो चली मैं
लो चली मैं
अपने देवर की बरात ले के
लो चली मैं

देवर दूल्हा बना
भाभी बढ़कर आज बलैयां लेती है

प्रेम की कलियाँ खिल
सच्चे मन से आज दुआएं देती है
घोड़े पे चढ़ के
अपनी दुल्हन से मिलने
लो चली मैं
लो चली मैं
अपने देवर की बरात ले के
लो चली मैं

वह वह रामजी
देवर देवरानीजी
सब रस्मों से बड़ी है जग में
दिल से दिल की सगाई

आई है शुभ घडी
कल तक घर की बहू थी अब हूँ जेठानी

हुकुम चलाउंगी में
आँख दिखाउंगी में
सहमी खड़ी रहेगी मेरी देवरानी
हज़ार सपने
दीवानी में साथ ले के
लो चली मैं
लो चली मैं
अपने देवर की बरात ले के
लो चली मैं.

 

Lo Chali Main Lyrics In English

Lo chali main
Apne devar ki baaraat le ke
Lo chali main
Lo chali main
Apne devar ki baaraat le ke
Lo chali main

 

Na band baaja, na hi baaraati,
Khushiyon ki saugaat le ke
Lo chali main
Lo chali main
Apne devar ki baaraat le ke
Lo chali main

 

Devar dulha bana, sar pe sehra saja
Bhabhi badhkar aaj balaiyan leti hai

 

Prem ki kaliyan khile, pal pal khushiyan mile
Sachche man se aaj duayen deti hai
Ghode pe chadh ke, chala hai baanka,
Apni dulhan se milne
Lo chali main
Lo chali main
Apne devar ki baaraat le ke
Lo chali main

 

Waha waha ramji, jodi kya banaai
Devar devraniji, badhai ho badhai
Sab rasmon se badi hai jag mein
Dil se dil ki sagai

 

Aai hai shubh ghadi, aaj bani maein badi
Kal tak ghar ki bahu thi ab hoon jethani

 

Hukum chalaungi maein,
Aankh dikhaungi maein
Sehmi khadi rahegi meri devrani
Hazaar sapne, palkon mein apne,
Deewani maein saath le ke
Lo chali main
Lo chali main
Apne devar ki baaraat le ke
Lo chali main.

Related Articles

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Stay Connected

0FansLike
3,912FollowersFollow
14,700SubscribersSubscribe
- Advertisement -spot_img

Latest Articles