18.1 C
Delhi
Thursday, February 12, 2026

Buy now

Ads

Jab Koi Baat Bigad Jaye Lyrics In Hindi/English

- Advertisement -

Jab Koi Baat Bigad Jaye Lyrics In Hindi

जब कोई बात बिगड़ जाये
जब कोई मुश्किल पड़ जाये
तुम देना साथ मेरा, ओ हमनवाज़
ना कोई है, ना कोई था
ज़िन्दगी में तुम्हारे सिवा
तुम देना साथ मेरा…

हो चांदनी जब तक रात
देता है हर कोई साथ
तुम मगर अंधेरों में
ना छोड़ना मेरा हाथ
जब कोई बात बिगड़ जाये…

वफादारी की वो रस्में
निभायेंगे हम तुम कस्में
एक भी सांस ज़िन्दगी की
जब तक हो अपने बस में
जब कोई बात बिगड़ जाये…

दिल को मेरे हुआ यकीं
हम पहले भी मिले कहीं
सिलसिला ये सदियों का
कोई आज की बात नहीं
जब कोई बात बिगड़ जाये…

Jab Koi Baat Bigad Jaye Lyrics In English

Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaa
Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaa
Naa koi hai na koi tha zindagi mein tumhaare siva
Tum dena saath mera o humnawaa
Tum dena saath mera o humnawaaHo chaandni jab tak raat deta hai har koi saath
Tum magar andheron mein na chhodna mera haath
Ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath
Tum magar andheron mein na chhodna mera haath
Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaa
Na koi hai na koi tha zindagi mein tumhaare siva
Tum dena saath mera o humnawaa

Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein
Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein

Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin
Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin

Related Articles

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Stay Connected

0FansLike
3,912FollowersFollow
14,700SubscribersSubscribe
- Advertisement -spot_img

Latest Articles