14.1 C
Delhi
Thursday, February 19, 2026

Buy now

Ads

Lag Ja Gale Ki Phir Ye Hasin Raat Lyrics In Hindi/English

- Advertisement -

Lag Ja Gale Ki Phir Ye Hasin Raat Lyrics In Hindi

लग जा गले कि फिर ये
हसीं रात हो न हो
शायद फिर इस जनम
में मुलाक़ात हो न हो
लग जा गले

हम को मिली हैं आज
ये घड़ियाँ नसीब से
जी भर के देख लीजिये
हम को करीब से
फिर आप के नसीब में
ये बात हो न हो
शायद फिर इस जनम
में मुलाक़ात हो न हो
लग जा गले

पास आइये की हम नहीं
आएँगे बार बार
बाहें गले में डाल
के हम रो ले ज़ार ज़ार
आँखों से फिर ये प्यार
की बरसात हो न हो
शायद फिर इस जनम
में मुलाक़ात हो न हो

लग जा गले कि फिर ये
हसीं रात हो न हो
शायद फिर इस जनम
में मुलाक़ात हो न हो
लग जा गले.

 

Lag Ja Gale Ki Phir Ye Hasin Raat Lyrics In English

Lag ja gale ki phir ye
Hasin raat ho na ho
Shaayad phir is janam
Mein mulaaqaat ho na ho
Lag jaa gale

 

Ham ko mili hain aaj
Ye ghadiyaan nasib se
Ji bhar ke dekh lijiye
Ham ko karib se
Phir aap ke nasib mein
Ye baat ho na ho
Shaayad phir is janam
Mein mulaaqaat ho na ho
Lag jaa gale

 

Paas aaiye ki ham nahin
Aaenge baar baar
Baahen gale mein daal
Ke ham ro le zaar zaar
Aankhon se phir ye pyaar
Ki barasaat ho na ho
Shaayad phir is janam
Mein mulaaqaat ho na ho

 

Lag ja gale ki phir ye
Haseen raat ho na ho
Shaayad phir is janam
Mein mulaaqaat ho na ho
Lag jaa gale.

Related Articles

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Stay Connected

0FansLike
3,912FollowersFollow
14,700SubscribersSubscribe
- Advertisement -spot_img

Latest Articles