25.5 C
Delhi
Thursday, March 12, 2026

Buy now

Ads

Lag Ja Gale Lyrics In Hindi / English

- Advertisement -

लग जा गले..
हम्म.. हसीं रात.. हम्म..
[लग जा गले के फिर ये
हसीं रात हो ना हो
शायद फिर इस जनम में
मुलाक़ात हो ना हो] x२

लग जा गले.. ए..ए..

[हम को मिली हैं आज
ये घड़ियाँ नसीब से ] x २
जी भर के देख लीजिये
हमको करीब से

फिर आप के नसीब में
ये बात हो ना हो
शायद फिर इस जनम में
मुलाक़ात हो ना हो

लग जा गले.. ए..ए..

[पास आईये के
हम नहीं आयेंगे बार-बार ] x२
बाहें गले में डाल के
हम रो लें जार-जार

आँखों से फिर ये
प्यार की बरसात हो ना हो
शायद फिर इस जनम में
मुलाक़ात हो ना हो

लग जा गले के फिर ये
हसीं रात हो ना हो
शायद फिर इस जनम में
मुलाक़ात हो ना हो

लग जा गले.. ए.. ए..

Lag ja gale..
hmm.. hasin raat.. hmm..

lag ja gale ki phir ye
hasin raat ho na ho
shaayad phir iss janam mein
mulaaqaat ho na ho
lag ja gale ki phir ye
hasin raat ho na ho
shaayad phir iss janam mein
mulaaqaat ho na ho

lag jaa gale.. ae.. ae..

hum ko mili hain aaj
ye ghadiyaan naseeb se
hum ko mili hain aaj
ye ghadiyaan naseeb se
ji bhar ke dekh lijiye
hum ko qarib se

phir aap ke naseeb mein
ye baat ho na ho
shayad phir is janam mein
mulaaqaat ho na ho

lag jaa gale.. ae.. ae..

paas aaiye ke
hum nahin aayenge baar-baar
paas aaiye ke
hum nahin aayenge baar-baar
baahein gale mein daal ke
hum ro le zaar-zaar

aankhon se phir ye
pyar ki barasaat ho na ho
shayad phir iss janam mein
mulaaqaat ho na ho

lag ja gale ki phir ye
hasin raat ho na ho
shayad phir is janam mein
mulaaqaat ho na ho

lag jaa gale.. ae.. ae..

 

Related Articles

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Stay Connected

0FansLike
3,912FollowersFollow
14,700SubscribersSubscribe
- Advertisement -spot_img

Latest Articles